Saturday, May 2, 2009




Dara Sa baitha hai seene mein kahin ek khyaal tera...
Fir kabhi yun Ansuon me bah jata hai Armaan mera...
Chup hai aaj zingadi meri....
Chup sa hai aaj Aasmaan mera..
Dhundhati firti hun beete hue Lamhon me tujhe....
AAnkho me aaj bhi hai intejaar tera...
E- jaane vaale ek baar to samjh.... y
e Adhura sa Pyaar mera.....!!

- By PArul Bhatnagar (15 june08)

No comments:

Post a Comment